Sab Jaanta Hai Lyrics in English – Ikka

Sab Jaanta Hai Lyrics in English by Ikka From ALbum Nishu is a brand new Hindi song sung by Ikka. Sab Jaanta Hai song lyrics are penned down by Ikka and the music of this song is given by Bharg while the music video is released by Ikka.

Song Details

Song: Sab Jaanta Hai
Singer: Ikka
Lyrics: Ikka
Music: Bharg

Sab Jaanta Hai Lyrics in English – Ikka

Maa ka dil nahi dukhane ka (Maa, maa),
Baap se aankh nai milane ka (Baap, baap),
Tu samjhe na vibe ko teri,
aisi se kabhi bhi dil nai lagane ka (Sach),
Dil ke nahi raaj batane ka,
Dosti me dhokha nahi khane ka (Never)
Wo kitna bhi bane sagaa,
par saanp ko maam kabhi doodh nai pilane ka,

Apne hai kaun, shaane hai kaun,
Mai sab jaanta hai (Koi khaas tera hater hai),
Apne hai kaun, shaane hai kaun,
Mai sab jaanta hai (Bhuchal)
Mere hai kaun, shaane hai kaun,
Mai sab jaanta hai (Yeah)
Mere hai kaun, shaane hai kaun,
Mai sab jaanta hai,

Ghante pe rakhta zamane ko,
Koi nai aata, mere ko khilaane ko,
Ghar pe yahan chaar jan khaane ko,
Hunar kehte maatam me hass ke dikhanе ko,
Apno ko jaanun aur jaanun main shaane ko,
Gaand me lelе, tu feature aur gaano ko,
Lalchi meri roti lele khaane ko,
Utsaah ki prapti, lalach ko jaane do,
Maine gham dekha, haar dekhi,
Bachpan me belto ki maar dekhi,
Duniya deti gaali, bas maa hi pyaar degi,
Madad ke liye pukaar,
khushiyon ke liye guhaar dekhi,
Rishton me darar, yaaron se yaar, maar dekhi,
Maine bechain apni saans,
marne ke liye aaj dekhi,
Ek manzil dekhi, phir talaash dekhi,
Sapno ke bina zinda laash dekhi,

Maa ka dil nahi dukhane ka (Maa, maa)
Baap se aankh nai milane ka (Baap, baap)
Tu samjhe na vibe ko teri,
aisi se kabhi bhi dil nai lagane ka (Sach)
Dil ke nahi raaj batane ka,
Dosti me dhokha nahi khane ka (Never)
Wo kitna bhi bane sagaa,
par saanp ko maam kabhi doodh nai pilane ka,

Apne hai kaun, shaane hai kaun,
Mai sab jaanta hai,
(Koi khaas tera hater hai)
Apne hai kaun, shaane hai kaun,
Mai sab jaanta hai (Bhuchal)
Mere hai kaun, shaane hai kaun,
Mai sab jaanta hai (Yeah)
Mere hai kaun, shaane hai kaun,
Mai sab jaanta hai,

Sukoon ki saalo se neend mai soya ni,
Bhai ko khoya par kabhi mai roya ni,
Maa-baap ki aankh bhigoya ni,
Jeevan dhaage me kuch khaasa piroya ni,
Homies bhi jalte hai, saga ni koi,
Par homies ko bura ni bolega koi,
‘Cause homies ke liye abhi bhi love,
Pyaar ko nafrat me tole na koi,

Hip-hop bani life, kapde diye, khana diya,
Fans ke roop me khazana, jeene ke liye zamana diya,
Parayo ne pyaar, apno ne taana diya,
Mai hip-hop nahi, kaiyon ne daava kiya,
Maine har tareeke ka gaana diya,
Nas ke label ke saath gaana kiya,
Tell me, kitne rappero ne jo gaaya jiyaa,
Batado, kitne rappero ne jo gaaya jiyaa,

Maa ka dil nahi dukhane ka (Maa, maa)
Baap se aankh nai milane ka (Baap, baap)
Tu samjhe na vibe ko teri,
aisi se kabhi bhi dil nai lagane ka (Sach)
Dil ke nahi raaj batane ka,
Dosti me dhokha nahi khane ka (Never)
Wo kitna bhi bane sagaa,
par saanp ko maam kabhi doodh nai pilane ka,

Apne hai kaun, shaane hai kaun,
Mai sab jaanta hai (Koi khaas tera hater hai)
Apne hai kaun, shaane hai kaun,
Mai sab jaanta hai (Bhuchal)
Mere hai kaun, shaane hai kaun,
Mai sab jaanta hai (Yeah)
Mere hai kaun, shaane hai kaun,
Mai sab jaanta hai

Leave a Comment