Kaamil Lyrics by Munawar Faruqui is a brand new Hindi rap song with music of this song is given by DRJ Sohail and Kaamil song lyrics are penned down by Munawar Faruqui while the music video is released on Munawar Faruqui.
Song Details
Song: Kaamil
Singer: Munawar Faruqui
Lyrics: Munawar Faruqui
Music: DRJ Sohail
Kaamil Lyrics – Munawar Faruqui
Teri yaad dilaye tera chehra dikhaye
Aisi likhdu ghazal mai koi
Mai soya ik chain ki neend se
Ab uthna nahi hai
Mera sapna badalein koi
Tu ho sakay toh aaye
Kabhi aye kabhi aye
Abhi aaye meri ankhon mein tu toh thehre sahi
Toh din bann jaye, ho samandar mann
Mera uchle magan jaise lehre ho koi
Teri hasrat jo maine ki
Ishq hua hain pehle bhi
Par din dugna behtar lagay aisa hua pehle kabhi, no!
Soh-batt jo pehle thi, I like the way you picture me
Teri hasi zeenat teri tasveeron mein “no-filter” please
Dua h, tu reh hifazat sang mere humesha he
Hua h, beete relationship mein na khush dono he
Meri khamoshi kehti kya tu bhi bolein ishaaron mein
Khwaish kalandar ki leti panha teri he ankhon mein
Haan, yaad dilaye tera chehra dikhaye
Mera sab kuch lagta tu he
Tu hprahi bechain, dilo mein meri nazam vahi hai
Mera qaafiya radeef bhi tu he
Tu ho sakay toh aaye, bann hawayein chukay jaaye
Hum yaha hai meri baahon mai tu thehre toh sahi
Yeh mushkilay bhi kya hai
Muskuraye humnava hai mere saayein mere mann mai andhere na koi
Ishq kehte jisey falsafay mai humein sab pta hai jaanam
Mera best day h, teri hasrato mein tujhe kya pta hai jaanam?
Rabb thakk gaya hai meri arziyan bhi sunke likhay yeh aamad
Tera itrr bhi koi kuch keh mujhe de raha ijaazat!
Na-silah mangta duniya se jo karlun mein tumko haasil
Humnava yahan hain kaafi par tu he lagta hain kaabil
Mein toh karr raha ibaadat tujhko rakkein hifaazat
Tu samil hai mujhmein aisi aisi, karti tu zindagi kaamil!
yaad dilaye tera chehra dikhaye
Aisi likhdu ghazal mai koi
Mai soya ik chain ki neend se
Ab uthna nahi hai
Mera sapna badalein koi
Tu ho sakay toh aaye
Kabhi aye kabhi aye
Abhi aaye meri ankhon mein tu toh thehre sahi
Toh din bann jaye, ho samandar mann
Tu karti zidd hai, mein din deta hu ginn ke
Ye dooriya bi sin h, yeh intehaan hain phirse
Bismil yeh pal hai, tu he mera safar hai
Tu kar yakeen mera, teri khushi manzil hai
Haan, yaad dilaye
Mera sab kuch lagta tu he
Mera qaafiya radeef bhi tu he